Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

5
Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe Hamara sharir panch tatvo ke milne se bana hai. Inn tatvo mai yadi thoda bhi asantulan aa jata hai to yeh hamare swasth par prabhav dalta hai. Hamara sharir kabhi bhi aswasth ho sakta hai. Jaise ki aapne aksar dekha hoga ki raat tak to aap thik rehte hai aur jab agle din subah uthte hai to aapka gala kharab rehta hai. Ya fir aapne

Transcript of Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

Page 1: Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

Hamara sharir panch tatvo ke milne se bana hai. Inn tatvo mai yadi thoda bhi asantulan aa jata hai

to yeh hamare swasth par prabhav dalta hai. Hamara sharir kabhi bhi aswasth ho sakta hai. Jaise

ki aapne aksar dekha hoga ki raat tak to aap thik rehte hai aur jab agle din subah uthte hai to aapka gala kharab rehta hai. Ya fir aapne ek din baahar khana kya kha liya aapko digestion ki problem ho

gayi.

Page 2: Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

Useful Home Remedies in Hindi: Swasth Sharir Ke Liye Jaruri

Yeh aushdhiya sharir ko khatarnak bimariyo se ladne mai madad

karti hai. To aaiye jante hai kuch Useful Home Remedies in Hindi jinka upyog karke aap swasth

jindagi jee sakte hai.

https://twitter.com/officialhrelate

Page 3: Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

Guno Ki Khan Adrak

Aap sabhi ne adrak ki chai kabhi na kabhi to jarur pee hogi. Aapko iski chai pasand bhi aai hogi. Ham aapko batana chahte hai ki adark mai aapko swasth rakhne ki jabarjast shakti hoti hai. Yadi aapko pachan se judi koi samasye hai to samjh lijiye ki aapko uski aushdhi mil gayi hai. Adrak ka ras lene se pet mai gas, apach aadi

pareshaniyo se nijat milta hai. Sath hi yadi aapko pet mai kide ho gaye ho to wo bhi adrak se theek ho jate hai. Iske atrikt

Cough aur sardi ko kam karta hai aur jodo ke dard mai labhdayak hai.Khali pet iska do chammach ras pine se khoon saaf hota hai.

Yeh rakt mai sharkara ki matra ko kam karta hai aur insulin ki matra badhata hai.

Page 4: Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

Aayurvedik Chikitsa Ka Mahatvapurn Ang Shahad

Sadiyo se hi shahad ka istemal mahatvapurn aushdhi ke roop mai ho raha hai. Yeh aayurved chikitsa ka ek mahatvpurn anga hai. Yadi ham prachin misr ki

baat kare to ise twacha aur aankho ki bimariyo mai istemal kiya jata tha. Darahsal ise jalne ke daago par bhi prakratik bandage ke roop mai lagaya jata

tha.Aaiye jane desi nuskhe mai iska prayog.

Niyamit shahad ka seban karne se sharir mai tajgi aur sfurti aati hai.Gungune pani ke sath shahad lene par sharir ki atirikt charbi ghatti hai.

Shahad ko adrak ke ras ke sath lene se sardi jukham mai aaram milta hai.

Page 5: Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

Health Benefits of Honey: Behtar Swasth ke Liye Shahad

Visit Our Website:- http://hrelate.com/