Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye,...

14
Sample Copy. Not For Distribution.

Transcript of Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye,...

Page 1: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 2: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

i

A Girl Says, "I HATE BOYS"

Then Also She is in Love

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 3: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

ii

Publishing-in-support-of,

EDUCREATION PUBLISHING

RZ 94, Sector - 6, Dwarka, New Delhi - 110075 Shubham Vihar, Mangla, Bilaspur, Chhattisgarh - 495001

Website: www.educreation.in ________________________________________________________________

© Copyright, 2018, Priya Sahu

All rights reserved. No part of this book may be reproduced, stored in a retrieval system, or transmitted, in any form by any means, electronic, mechanical, magnetic, optical, chemical, manual, photocopying, recording or otherwise, without the prior written consent of its writer.

ISBN: 978-1-5457-2967-0

Price: ₹ 260.00

The opinions/ contents expressed in this book are solely of the authors and do not represent the opinions/ standings/ thoughts of Educreation or the Editors.

Printed in India

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 4: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

iii

A Girl Says,

"I HATE BOYS" Then Also She is in Love

Priya Sahu

EDUCREATION PUBLISHING (Since 2011)

www.educreation.in

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 5: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

iv

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 6: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

v

About Author

I am Priya Sahu born in 1998 in village Murma, Ranchi,I am from

a middle class family My mother is gov worker and House wife

too, who is my legend also my life my mom. I want to be as my

mom independent responsible and want to live a billion of years

with my love. I never think that I am a girl and cannot do this work

I cannot purchase bear or I cannot wear shorts cannot do late night

party beside this I have done all the work as girl are not allowed to

do I have complete graduation from Marwari College Ranchi.

Actually I am not a professionally writer But the frustration and

my anger let me to write whenever I was alone give my all

frustration to the white pages and this makes me a writer I am a

girl who speak and laugh very loudly who speak without caring of

people and finally I heard the real story of a girl who say that she

“HATE BOYS “ but then also she felt in love.

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 7: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

vi

Dedication

To the Very Special Person Of My Life.

My Mother

&

My Love

Whose Continue Support makes me to Write.

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 8: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

vii

About Book

The book is written about a small town girl who dreams a lot, she

is not aware about the real world when she teenage she started

to “HATE BOYS” because of his father and the boys behaviour,She

admire that marriage is worst concept, Saadi=Barbadi but also she

felt in love she loves a boy as last as madness. she wait for him

daily to watch him without knowing his name but it was one sided

she lost but try to move behind carrier and lastly a real angel

comes and love her who became everything who became the

world for the girl…” “The boy teach him the real love “ and she

get married with him finally after long issue with her

father.Because her father was against Love.

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 9: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 10: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

A Girl Says, "I HATE BOYS" Then Also She is in Love

1

PART-A

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 11: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

Priya Sahu

2

October 2014

Mai 16 saal ki ho chuuki hoo. Teenage ho chuki hoo. Matlab ye

umr aishi umr hai jisme bachpana puri tarike se jaata nhi aur

jawaani abhi poori tarah aayi nhi. Is urm ki ek khasiyat hai, choti

choti baton ka gussa naak p rhta kunki gussa bardast nhi kiya jaa

sakta hai, chahe wo parents ki daat ho ya doston k Mazak. Ye umr

kuch bhi kara skti hai, kuch bhi.

Mujhe v ish duniya m 16 saal toh ho chuke hai aaye hue lekin

kya inh 16saalo main kuch nhi dekha kuch nhi sikha. Sikha bahut

kuch aur kuch aisha bhi dekha jo kbhi khatm nhi hua .

“Husband”wife ki aishi larhaiya dekhi jo kbhi khatm hote nhi

dekhi.” Maa kehti hai saadi me dehez kam diya tha ‘nana ji’ ne ish

liye unka ye gussa lurhai ban jaati hai. Nana ne ‘Motor Bike’ nhi di

thi. Maa ke saadi ke time uski marzi puchi nhi gyi thi, ghar me aur

do baheine thi, ishliye larka pasand kar liya to lrki chahe n chahe

saadhi ho gayi. Kaun janta tha ki kiske ander kya hai. Aur Dahez

toh, larhai suru karne ka ek bahana hai, larkiyan pair ki jooti hoti

hai, use wahi rahna hai. Sayad ishliye saadi k phle din se ye sikh

unhe maar ke roop me milte the.Ek sabdh bolna nhi hai, nhi toh wo

aurat nhi hai. Bus silent mode me rukkur maar aur zulm suhna hai.

Jahah lurki paida hoti hi ush Ghar se toh saaadi kr ke paraie ghar

me bhejh diya jaata hai jahah pardess me. sass ko maa banane ki

kosis toh har larki karti hai par sas apni akadh nhi dikhayegi toh

bahoo naach nachayagi sb ko.

“Yeh kaun sa samaaj hai…. Asul me ye humhara hi samaaj

hai…….

Saadhi hoti hai ek ghaar me (jab zarurat hoti hai) ek khana pka

ke khilane waali ki , toh bahu aati hai, pata nhi duniya usse bahu

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 12: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

A Girl Says, "I HATE BOYS" Then Also She is in Love

3

kuun bolti hai, usse ‘Naukraani’ bolna chahiye ‘permanent waali

naukrani’. Jo kaam kur kur ke thuk jaaye phir uske pati ki maar

khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo.

“Are murh kuin na jaye wo”…. Ush naukrani ka kaam hai bs

bacche paida karna, aur unhe paal”posh ke bara karna. Hur aurat

ki tarah meri maa ne bhi wahi kiya, maar khati rahi, aur kbhi saha

nhi gaya toh marne ke liye bhi gyi par wapus aayi kuinki mai uske

kokk me thi.Uski ek ummid jo uski duniya badlegi ‘ mujhe ghur

pe chorh kar wo parhne gyi, paise unke pati ne hi diye aur unho ne

naukri join kiya. Par mard ki akudd toh mard ki hi hoti hai. Jiddi

aur bebuniyad ki akud, jhaghree mar”pitt hote rhe kbhi haanth se

toh kbhi haanthe me jo aaya usse. Bachane wala koi nhi tha kaunki

yeh pati”patni ke bich ka apaas ka mamla hai. Haa agar koi

ladka”ladki ek dusre ki bahon me haath daal ke ghum rhe ho, toh

unhe rokne ke liye poori duniya unke piche hai. Muje ek baat

samajh nhi aati Jab insaan ko pata hai ki wo patni ko khila nhi

sakte, khush nhi rakh sakti, “ush patni ko jo apni saari duniya

apne maa”baap apne sapne chorh kar sirf uske liye aati hai uske

ghur uski duniya me buss jaati hi’”. Toh saadhi karte hi kuin hai.

Physical desires ke liye hur raat ka frustration aur apni

nakamyaabi k gussa utarne k liye.

“ Asal me DAHEZ, bhik maagne ki wo prakriya hai jisme

bete ke naam pe TV, AC, Fridge, Bike, ghar chahiye.Lekin unse

ache toh wo mandir ke bahar bhik magne waale bikhari hote hai,

kuinki unhe jo doh wo rakh lete hai, demands pe demands nhi karte

hai.”

Jab meri aankhein khuli toh, maa ko sabse pahle dekha aur

uski hi ungli pakdi.unka 16 saal bitne ko ho gaya ish ummid me kii

“jab mai bari ho jaungi toh sb thik kar dungi maa” aur samay

balwan hota hai hur jhukhm bhar deta hai, par ek yahi jhakm the jo

aj tak harre the. Kuch nhi badla itne saalo me. Yeh baat unh

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 13: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

Get Complete Book At Educreation Store

www.educreation.in

Sample Copy. Not For Distribution.

Page 14: Sample Copy. Not For Distribution. - educreation.in · kuch bhi kara skti hai, kuch bhi. ... khaye, phir bhi mur”mur ke sab kuch sahe wo. “Are murh kuin na jaye wo”…. Ush

Sample Copy. Not For Distribution.