Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

49
Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah Nadeem Sarwar understandingaza.com

description

Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah . Nadeem Sarwar ‏. understandingaza.com. Charaagh jalta raha Jo qafla tha rawaan who qafila he rawaan Safar ba noke sina , sina ke saath azaan. The light was lit  The caravan that was going to leave is now leaving - PowerPoint PPT Presentation

Transcript of Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Page 1: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Nadeem Sarwar

understandingaza.com

Page 2: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Charaagh jalta raha Jo qafla tha rawaan who qafila he

rawaan Safar ba noke sina, sina ke saath azaan

The light was lit The caravan that was going to leave is now

leavingThe journey on the spear, And the azaan on

the spearunderstandingaza.com

Page 3: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

burida sar ki sadaaein fiza mein phel gayidaricho angano galyon mein tabte sehra

se zamino arshi khilao se aur fizaon se

The heads (on the spear) were shouting out From The trees, the courtyards, the alleys, the

scorching sandFrom the Earth and the heavens, from the

flowers and the breeze

understandingaza.com

Page 4: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

dinon mein raat mein jangal mein kohsaron se

Sadaein aane lagi

In the days, and in the nights, in the forests and in the mountains

There were sounds heard of

understandingaza.com

Page 5: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Ashadu an la ilaha illallah

understandingaza.com

Page 6: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Ye ek baar huwa aur la zawaal huwa Sina ki nok pe subhana rabbial ala

It happened once and is now eternalFrom the spear head, Subhana Rabbial Ala

understandingaza.com

Page 7: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Pukara kalmae tawheed bhi jazakallahJahaan hussain wahaan lailaha illallah

Where Hussain is, there is Lailaha Illallah

He recited the kalma of the oneness of God, Jazakallah

Khateebe noke sina la ilaha illalllahThe recitor from the spear head, Lailaha

Illallah

understandingaza.com

Page 8: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Hussain deen bhi he aur deeniyat bhi he Husain kalmae tawheed ki hayaat bhi he

Hussain ranze khuda bhi khuda sifaat bhi he

Hussain is the religion and the religious studiesHussain is the life of the kalma of the oneness

of GodHussain is God’s secrets and God’s attributes

understandingaza.com

Page 9: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Hussain bara imamon ki kaainaat bhi he

Hussain se he aya La ilaha illallahKhateebe noke sina la ilaha illallah

Hussain is the entire world for the twelve Imams

Hussain is the gift of La ilaha illallah The recitor on the spearhead La ilaha illallah

understandingaza.com

Page 10: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

wo gaud fatema zehra ki ho ke rege tapaanwo sehne kaaba ho pushte rasul ya ke sina

fazaaye jang ho ya ho payaame amn o amaanna dekhein teer na talwaar gar ho hukme azaan

hussain ka hai bayaan la illaha illallahWhether he is in the laps of Fatema or on the lying on the

sandsWhether he is in the courtyard of Kabah, the back of the

Prophet, or on the spearWhether it is in war or in peace

You won’t see any spear or arraw if it is time for prayerThese are the words of Hussain

understandingaza.com

Page 11: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

La ilaha illallah

understandingaza.com

Page 12: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

wo gaud fatema zehra ki ho ke rege tapaanwo sehne kaaba ho pushte rasul ya ke sina

fazaaye jang ho ya ho payaame amn o amaanna dekhein teer na talwaar gar ho hukme azaan

hussain ka hai bayaan la illaha illallahWhether he is in the laps of Fatema or on the lying on the

sandsWhether he is in the courtyard of Kabah, the back of the

Prophet, or on the spearWhether it is in war or in peace

You won’t see any spear or arraw if it is time for prayerThese are the words of Hussain

understandingaza.com

Page 13: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

wo gaud fatema zehra ki ho ke rege tapaanwo sehne kaaba ho pushte rasul ya ke sina

fazaaye jang ho ya ho payaame amn o amaan

Whether he is in the laps of Fatema or on the lying on the sands

Whether he is in the courtyard of Kabah, the back of the Prophet, or on the spear

Whether it is in war or in peace

understandingaza.com

Page 14: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

jahaan hussain wahaan la illa ha illallah

khateebe noke sina la illa ha illallah

understandingaza.com

Page 15: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

hussain waalon ki pehchaan hai azaadaarihussain waalon ki to jaan hai azaadaarihussain waalon ka imaan hai azaadaarihussain waalon ka elaan hai azaadaarihussainiyat ki zabaan la ilaha illallah

The identity of Hussainis is azaadari The life of Hussainis is azaadari

The faith of Hussainis is azaadariThe announcement of Hussainis is azaadariThe words of Hussainis are Lailaha illallah

understandingaza.com

Page 16: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

jahaan hussain wahaan la illa ha illallah

khateebe noke sina la illa ha illallah

understandingaza.com

Page 17: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

basi hai karbobala to koyi jawaaz bhi hailuta hai gulshane zahra to koyi raaz bhi hai

ye raaz wo hai ke khaaliq ko is pe naaz bhi hai

Karbobala is settled, there would be a justification for this

The Garden of Zahra is ruined, there would be a reason for this

It is such a reason that even God is proud of it

understandingaza.com

Page 18: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

baraaye naaz bahattar ki wo namaaz bhi hai

isi ka sirre nihaan la ilaha illallah

It is the honorable reason that the seventy two prayed for

The hidden reason for it all is Lailaha Illallah

understandingaza.com

Page 19: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

jahaan hussain wahaan la illa ha illallah

khateebe noke sina la illa ha illallah

understandingaza.com

Page 20: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

namaaz nafs ki izzat hai auliya ki qasamnamaaz din ki hurmat hai ausiya ki qasam

namaaz husne sharaafat hai ambiya ki qasam

I swear by the friends (of Allah) that prayer is the honour of your soul

I swear by the vicegerents, that prayer is the modesty of the religion

I swear by the Prophets, that Prayer is the beauty of innocence

understandingaza.com

Page 21: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

namaaz qissa e wahdat hai kibriya ki qasam

namaaz khaire amal ki taraf bulaati hainamaaz ishqe khuda ka hunar sikhaati hai

I swear by the Great Lord, that prayer is the story of oneness

Prayer calls you towards good deedsPrayers teaches you the honor of the love of

God

understandingaza.com

Page 22: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

namaaz abd ko mabud se milaati hainamaaz guftugu allah se karaati hai

yehi namaaz gunaahon se bhi bachaati hainamaz qabr talak saath saath jaati hai

Prayers make a servant meet his creatorPrayers make you converse with Allah

These prayers will also save you from bad deedsThese prayers will accompany you to your grave

understandingaza.com

Page 23: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

La ilaha illallah

understandingaza.com

Page 24: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

namaaz wo hai jo faaqon me mustafa ne parhijaga ke apne hi qaatil ko murtaza ne parhi

jo chakiyon ki mushaqat me fatema ne parhi

Prayer is that which Mustafa recited while he was hungry

It is what Murtaza recited after waking his killerIt is what Fatema recited while she was

struggling with crushing flour

understandingaza.com

Page 25: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

gale laga ke zahar ko jo mujtaba ne parhijo chaahta hai ke azmat namaaz ki dekhe

mere hussain ka wo sajda akhri dekheparhi namaaz jo aabid ne pushte naaqa par

It is what Mujtaba read when he drank his poison

If you want to see the greatness of this prayerLook at my Hussain’s last prostration

It is what Abid recited on the back of the camel

understandingaza.com

Page 26: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

adaa kiya jise baaqir ne sakhtiyaan seh karbayaan kiya jise jaafar ne bar sare mimbarruku me barson rahe jiske kaazime muztarraza ne lab pe sari ar reza sajaa ke parhi

Baqir prayed while he was being torturedIt is what Jafar ordered from the mimbar

The weak Kazim stayed in its ruku for many years

Raza had “Sari Ar Raza” on his lips while he prayed it

understandingaza.com

Page 27: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

taqi ne taqwa e butaalebi bataa ke parhinaqi ne naqwate baatil mita mita ke parhiaur askari ne khabar aakhri suna ke parhi

taqi ne taqwa e butaalebi bataa ke parhinaqi ne naqwate baatil mita mita ke parhiaur askari ne khabar aakhri suna ke parhipase namaaz musalle pe ro raha he koyi

understandingaza.com

Page 28: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

pase namaaz musalle pe ro raha he koyi

imaame asr hai aur hujjate khuda hai wohi

In between prayer there is someone crying on the prayer mat

He is the living Imam and the proof of God

understandingaza.com

Page 29: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

jahaan hussain wahaan la illa ha illallah

khateebe noke sina la illa ha illallah

understandingaza.com

Page 30: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

wo khaimagaah wo saydaaniyaan wo zikre khuda

jahaan musalle pe zainab rabaab aur fizzahasan ki bewaa ruqayya sakina ka sajda

tamaam bibiyaan karti thi sirf ek dua

The tents, the women and the remembrance of God Where Zainab, Rabab and Fizza were on the prayer

matThe widow of Hasan’s, Ruqayya’s and Sakina’s

prostration

understandingaza.com

Page 31: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

mere khuda hame manzur qehte aab rahehussain apne iraadon me kaameyaab rahe

sadaa e tishna labaan la illa ha illallah

Our lord we accept this thirst for waterBut let Hussain be successful in his mission

These were the words of the thirsty lips La ilaha Illallah

understandingaza.com

Page 32: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

jahaan hussain wahaan la illa ha illallah

khateebe noke sina la illa ha illallah

understandingaza.com

Page 33: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

magar namaaz se putcho ke karbala kya hai

hussain aur tera rishta e wafa kya hai

But ask prayer what Karbala is What is the loyal relationship between you and

Hussain

understandingaza.com

Page 34: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

kaha namaaz ne sunlo meri baqaa kya haibas ek sajda e shabbir ke siwa kya hai

hussain hi ka gharaana bacha gaya mujhkowo khud ujarh gaya lekin sajaa gaya mujhko

Prayer said: Listen to what has given me lifeIt was the prostration of Shabbir and nothing else

It was Hussain’s house that saved meIt was ruined but it honoured me with life

understandingaza.com

Page 35: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

mayaane karbobala aah maine kya dekhaghera la’eenon me kunba rasul ka dekha

butul zaadon ko be aab o be ghazaa dekhabahaata paani udhar lashkare jafaa dekha

Oh what did I see in KarbobalaI saw when the accursed surrounded the family of the

ProphetI saw them stop water and food for these children of

BatoolI saw the enemies there near the flowing water

understandingaza.com

Page 36: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

namaaz parhte rahe dil me isteraab na thaguzar gaye the kayi din ke ghar me aab na thabataawun kaise ke daswi ko maine kya dekha

sahar huwi to shahaadat ka silsila dekhakisi ka sina to zakhmi koyi gala dekha

They prayed their prayers but weren’t restlessThe house spent many days without waterHow can I tell you what I saw on the tenth

As soon as the sun rose I saw the queues of martyrdom

Someone’s chest was hurt, and someone’s neckunderstandingaza.com

Page 37: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

labe faraat alam khun me bhara dekhahussain laashon pe laashen yuhi uthaate raheaur apni raahe shahaadat ki samt jaate rahe

At the lips of Furaat I saw the flag drenched in blood Hussain was picking up the bodies one after the other

while he was walking towards his own martyrdom

understandingaza.com

Page 38: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

kamar ruku’ ki tarha thi magar hussain utheke ehle zulm pe laazimtha ab ke tegh chale

ghazab ki tegh chali koyi rokta kaise

His back was bent yet Hussain stood upBecause it was necessary for a spear to be shot on the

oppressorsIt was an amazing throw, how can anyone stop it

understandingaza.com

Page 39: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

imaame waqt the allah ki riza pe rukeazaane asr suni

azaane asr suni dekha aalame baala

He was the imam of the time, and he stopped when Allah ordered him to

He heard the adhaan of AsrHe heard the adhaan of Asr and saw the higher realm

understandingaza.com

Page 40: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

kaha hussain ne subhaana rabbi al aalaaayi sadaa e ghaib ibaadat ka waqt haiay fatema ke laal telaawat ka waqt hai

jannat me saf bandhi hai imaamat ka waqt hai

Hussain said, Subahana rabbia al aalaA hidden voice said, that it is time for worship nowOh the son of Fatima, it is time to recite the Quran

There are lines ready for prayer in heaven, it is time to lead them

understandingaza.com

Page 41: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

bas bas hussain bas ye ibaadat ka waqt hairakhli mayaan me shahe waala ne zulfeqaar

Enough Hussain, enough it is time for worshipThe imam kept his sword in its sheath

understandingaza.com

Page 42: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

woh ghol bandhey aaye qama daar das hazarwoh beshumar tegun ke phal aur ek hussain

woh senkdun payame ajal aur ek hussain

The troops gathered, there were ten thousand daggers

Those countless heads of the spears and just one Hussain

Those millions to whom Imam want to give the message to and just one Hussain

understandingaza.com

Page 43: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

dhoobey hue the khoon mai gaisun hussain keteerun ne chhaan daley the pehlu hussain kenaize ka bine wahab ne pahlo pe kiya waarkandhey pe chali saaz zararah ki bhi talwar

Nawak bine kahil ka kalije ke hua paar

Hussains hair was drowned in blood Arrows had covered the clothes of Hussain

the son of Wahb attacked the side of Hussain with his spear

The sword of Zararah hit him on his shoulderThe arrowhead of the son Kahil (Harmala) hit his liver

understandingaza.com

Page 44: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

bazun me dar aya tabare khuliye khoonkharTaigen upi hui joh barabr se chal gayen

gash kha gaya kadam se rakabein nikal gayi

The axe came rushing to the hands of the ferocious khooli

The spears that were around were shot at him He fainted and the stirrups came off his feet

understandingaza.com

Page 45: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

kyoun kr kahun ki arsh khuda khak par girakhairun nisa ka mahe laka khak par fira

reti pai mustafa ke jigar ka lahu girasyed gira imam gira neik khoon gira

How can I say that the heavens of God fell on to the earth

The moon of the best of women is on the sandsThe blood of the heart of Mustafa fell onto the sands

The syed fell, the imam fell, the pure blood fell

understandingaza.com

Page 46: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

woh zulm ho rha tha ki duniya ulat ti thijab zeire taig gardani shabir kat ti thi

woh kund taig zainab o zehra pai chalti thimatam kuna namaz thi aur khoon roti thi

These tortures were happening, the world was upside down

When the sword was cutting the neck of ShabbirThat sword was cutting Zainab and Zahra

The prayer was doing matam and crying tears of blood

understandingaza.com

Page 47: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

jari thi ye sada ki nabi ka nawasa hunAmaaan pilaawo paani mai pyasa hun mai pyasa

hunAjab andaz se namazi namaz padh ke gaya

Behen ke samney nouke sina par chad ke gaya

He kept saying I am the grandson of the ProphetMother please give me water I am thirsty, I am thirsty

What a strange way this prayer was prayedIn front of his sister, his head climbed on to the spear

head

understandingaza.com

Page 48: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Nazar mai bhai ke sajde ki Aab o Taab jo thiBehen ne sar khule Maktal mai Magribein padhi

nazar ke samney har mah laka ki lash rahimagar jale hue khaimun ki janamaz bichi

She could see the glory of the prostration of her brother

The sister prayed her Maghribain without a coveringShe could see every moon’s dead body

But she made the pieces of the burning tents her prayer matunderstandingaza.com

Page 49: Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

ghame hussain ki barchi utha gayi zainabmagar namaz ki duniya basa gayi zainab

Zainab took the arrow of the grief of HussainAnd with that Zainab saved the world of

prayers.

understandingaza.com